Shivraghunandan:
K ghun gaavon mein
Shivraghunandan
Ek hai aadi tho duja ananth ||1||
Shiv dharm k saakshi swaroop tho
Vachan hith Ram chale van
Nirmohi ban
K ghun gaavon mein
Shivraghunandan
Ek hai aadi tho duja ananth ||1||
Sathi ko naa mila jab sanmaan tho
Jag jal uta ban thandav dahan
Siya k khooj me chale Ram ko jal ne di
Thal padh darshan
K ghun gaavon mein
Shivraghunandan
Ek hai aadi tho duja ananth ||1||
Tujse choote sab bhavbandhan
Safal ho har thap saadhan
Mann mein bassaiyo hai prampaavan
Yahi manorath prabho karo pooran
K ghun gaavon mein
Shivraghunandan
Ek hai aadi tho duja ananth

No comments:
Post a Comment